Hello friends blogger par free site kaise create kare ye hamne create a new website wali post me seekha agar apne wo post nahi padhi to yaha se dekh sakte hai "create a new website"
aaj ham seekhenge ki blog par new post kaise likhe or publishe kare jin logo ko nahi pata blogger post ke bare me unko batana chahunga ki post edit karte time bahot sare points bhol jaate hai jaise parmalink search description heading etc....

Blogger par new post or blog kaise likhe full information step by step follow kare
- sabse pahle blogger ki site par jaye or apne gmail account se login kar
- blogger dashboard aane ke bad upar new post par click kare
- Title me apni post ka title dale jo apki post se match karta ho
- compose or html - ye bhut main point hai yaha new user confused ho jate hai dosto article writing karte waqt compose hi rakhna hai html me hamara artical coding me ata hai or hame codding ni karni artical box me ap apna post likhe
- menu bar-yaha apko font size style heading, sub, minore, bold and colors, text, link, add, image, video, symbols, etc......... menu milega edit karne ke liye
- labels- post se related label banay har post ko jis category ka post hai use su lebel me add kare
- "permalink" apke post ka url hota hai ise chota hi rakhen or custom permalink hi banay
- "search description" ye fixture apko enebal karna hoga iske liye ham alg se apko bata denge
- or ab apka post ready hai sabse uper publish button par click publish kare
Blogger post seo tips jo apko dhyan rakhna hai
- kam se kam 500 se 1000 word jarur likhe
- title or post me keyword ka use kare
- headings or subheading ka use jarur kare
- parmalink me short link banay
- image, title alt jarur likhe
- agar apke pas post se related video ho to use bhi post me add kare
Dear friend ye post apko kaisi lagi comment karke zaroorat batana agar achhi lagi to share zaroor kare
No comments:
Post a Comment